Zulmi Naina Balam Ke Maar Gaye Lyrics

"Zulmi Naina Balam Ke Maar Gaye" lyrics from Baawra sung by lata mangeshkar and music directed by krishna dayal and composed by krishna dayal and lyrics written by gafil harnalvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zulmi Naina Balam Ke Maar Gaye Lyrics


Zulmi naina balam ke mar gaye
Ho zulmi naina balam ke mar gaye
Tum jeete sajan hum har gaye
Tum jeete sajan hum har gaye
Haye mar gaye ho
Zulmi naina balam ke mar gaye
Zulmi naina balam ke mar gaye

Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Mohe aisi nazariya par war gaye
Mohe aisi nazariya par war gaye
Haye mar gaye ho
Zulmi naina balam ke mar gaye
Zulmi naina balam ke mar gaye

Diwani banaye gayo balma ke nain
Diwani banaye gayo balma ke nain
More naino mein naina wo dar gaye
More naino mein naina wo dar gaye
Haye mar gaye ho
Zulmi naina balam ke mar gaye
Zulmi naina balam ke mar gaye

Mai to neha lagaye lino
Balma se ram
Mai to neha lagaye lino
Balma se ram
Mai to neha lagaye lino
Balma se ram
Mai to neha lagaye lino
Balma se ram
Khoi baithi thi main wo sawar gaye
Khoi baithi thi main wo sawar gaye
Haye mar gaye ho
Zulmi naina balam ke mar gaye
Zulmi naina balam ke mar gaye.

More songs lyrics from Baawra.