Zulfe Bikhraye Baho Mein Lyrics

"Zulfe Bikhraye Baho Mein" lyrics from Kayda Kanoon sung by kavita krishnamurthy, suresh wadkar and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Zulfe Bikhraye Baho Mein Lyrics


Zulfe bikhraye baho mein
Zulfe bikhraye baho mein
Jab koi haseena aa jaye
Zulfe bikhraye baho mein
Jab koi haseena aa jaye
Bin badal hi barse pani
Sawan ka mahina aa jaye
Sawan ka mahina aa jaye
Toba mere aise mausam mein
Toba mere aise mausam mein
Mathe pe pasina aa jaye
Bin badal hi barse pani
Sawan ka mahina aa jaye
Sawan ka mahina aa jaye

Thandi fuvare bhigi bahare
Aaja javani tujh pe luta doon
Thandi fuvare bhigi bahare
Aaja javani tujh pe luta doon
Pyase nazare karte isare
Aaja tujhe main dil mein basa loon
Bekrari yeh khumari pyar ka aalam
Aye deewani zindgani
Hosh mein na hum
Teri mohabbat ka jadu ye
Teri mohabbat ka jadu
Mere dil ko dhadka jaye
Bin badal hi barse pani
Sawan ka mahina aa jaye
Sawan ka mahina aa jaye

Tere miln ki mere miln ki
Aayi suhani rut mastani
Tere miln ki mere miln ki
Aayi suhani rut mastani
Tune likhi jo maine padi jo
Sach ho gayi vo apni kahani
Pas aaja door na ja zindagi meri
Yaar tere naam tere
Har khushi meri
Pyase do java tan aaj mile
Pyase do java tan aaj mile
Madhoshi jara si chha jaye
Bin badal hi barse paani
Sawan ka mahina aa jaye
Sawan ka mahina aa jaye
Zulfe bikhraye baho mein
Jab koi haseena aa jaye
Toba mere aise mausam mein
Mathe pe pasina aa jaye
Bin badal hi barse pani
Sawan ka mahina aa jaye
Sawan ka mahina aa jaye.

More songs lyrics from Kayda Kanoon.