Zuba Zuba Lyrics

"Zuba Zuba" lyrics from Kurbaan sung by sapna mukherjee and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Zuba Zuba Lyrics


Ek so din ki jawani hain
Ek so din ki kahani hain
Ek so din ki jawani hain
Ek so din ki kahani hain
Jaan le na tu
Gale laga le
Din gujar jaye na
Zuba zuba o zuba zuba zuba
Zuba zuba o zuba zuba zuba

Solva jawani ka sal hain sanam
Khilti kali ko chum le
O solva jawani ka sal hain sanam
Khilti kali ko chum le
Kise hai pata kab hoga kya
O masti mein tu jhum le
Ye nashili umar dil ki
Jake phir aaye na
Zuba zuba o zuba zuba zuba
Zuba zuba o zuba zuba zuba

Yaar mere jab se
Haseen huyi main
Sab ke dilo mein ghad gayi main
Yaar mere jab se
Haseen huyi main
Sab ke dilo mein ghad gayi main
Jau main kaha bach ke yaha
Duniya pichhe pad gayi
Itne deewane dil kise doon
Koi samjhaye na
Zuba zuba o zuba zuba zuba
Zuba zuba o zuba zuba zuba.

More songs lyrics from Kurbaan.