Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya Lyrics

"Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya" lyrics from Na-Yaab sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas and lyrics written by shaikh adam abuwala

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya Lyrics


Mar mar ke mushafir ne basaya hain tujhe
Rookh sabse phira ke munh dikhaya hain tujhe
Kyun karna lipat ke soo tujhse aye kabra
Zindagi de ke maine paaya tujhe

Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya

Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Marne wala raasta dekha kiya
Marne wala raasta dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya

Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya

Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya.

More songs lyrics from Na-Yaab.