Zindagi Mehek Jaati Hai Lyrics

"Zindagi Mehek Jaati Hai" lyrics from Hatya sung by k. j. yesudas (kattassery joseph yesudas), lata mangeshkar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Mehek Jaati Hai Lyrics


Zindagi mehek jaati hain
Har nazar behek jaati hain
Na jaane kis bagiya ka
Phulhai tu mere pyaare
Zindagi mehek jaati hain har
Nazar behek jaati hain
Na jaane kis bagiya ka
Phulhai tu mere pyaare

Tujhe paas paake mujhako
Yaad aaya koyi apana
Meri aankhon mein basa
Tha tere jaisa koyi sapana
Tujhe paas paake mujhako
Yaad aaya koyi apana
Meri aankhon mein basa
Tha tere jaisa koyi sapana
Mere andhiyaare mann mein
Chamkaaye tune taare

Zameen pe rahu ya falak par
Tere aas paas hooon main
Duwaao ka saaya bankar
Tere saath saath hoon main
Tere saath saath hoon main
Saare jag mein na samaaye
Aankhon mein hain pyaar itana
Tanaha hoon main bhi utana
Tanaha hain tu jitana
Tera mera dard ka rishta
Deta hain dil ko sahaare
Zindagi mehek jaati hain har
Nazar behek jaati hain
Na jaane kis bagiya ka phool
Hai to mere pyaare.

More songs lyrics from Hatya.