Zindagi Kuchh To Bata Lyrics

"Zindagi Kuchh To Bata" lyrics from Kora Kagaz sung by sadhana sargam

Singer(s):

Zindagi Kuchh To Bata Lyrics


Kora kagaz
Zindagi kuchh to bata
Aakhir tujhe kya ho gaya
Aaina dhundhla gaya ya
Mera chehra kho gaya
Zindagi kuchh to bata

Din hai jangal sa
Pahadon si akeli raat hai
Door taak koi nahi
Bus tanhaiyon ka saath hai

Yun bahar aayi chaman main
Ashiyana kho gaya
Aaina dhundhlaa gaya ya
Mera chehra kho gaya
Zindagi kuchh to bata

Din hai armaano se khali
Aankh main sapna nahi
Chand saanso kai alawaa
Koi bhi apna nahi

Din hai armaano se khali
Aankh main sapna nahi
Chand saanso kai alawaa
Koi bhi apna nahi

Meri kismat likhte likhte
Mera malik so gaya
Aaina dhundhla gaya yaa
Mera chehra kho gaya
Zindagi kuchh to bata

Rang mehndi ka uda
Aankho kaajal beh gaya
Kho gayi sari kahani
Kora kagaz reh gaya

Rang mehndi ka uda
Aankho kaajal beh gaya
Kho gayi sari kahani
Kora kagaz reh gaya
Ruth kar amnzil se meri
Mera rasta kho gaya
Aaina dhundhla gaya yaa
Mera chehra kho gaya
Zindagi kuchh to bata
Aakhir tujhe kya ho gaya
Aaina dhundhla gaya ya
Mera chehra kho gaya
Zindagi kuchh to bata
Kora kagaz kora kagaz
Kora kagaz.

More songs lyrics from Kora Kagaz.