Zindagi Ko Khushi Chahe Lyrics

"Zindagi Ko Khushi Chahe" lyrics from Na-Yaab sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas and lyrics written by sardar anjum

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Ko Khushi Chahe Lyrics


Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye

Kitani maayus hain zindagi ki khushi
Kitani maayus hain zindagi ki khushi
Kitani maayus hain zindagi ki khushi
Mushkurata huaa koi gham dijiye
Mushkurata huaa koi gham dijiye
Jisko baata na jaaye baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye

Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Aisa apni wafa ka bharam di jiye
Aisa apni wafa ka bharam di jiye
Jisko baata na jaaye baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye

Aaj likhenge hum daastane waffa
Aaj likhenge hum daastane waffa
Aaj likhenge hum daastane waffa
Khoon-e-dil mein dubo kar kalam dijiye
Khoon-e-dil mein dubo kar kalam dijiye
Jisko baata na jaaye baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye

Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye
Zindagi ko khushi chahe kam dijiye.

More songs lyrics from Na-Yaab.