Zindagi Jhoomkar Lyrics

"Zindagi Jhoomkar" lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya sung by rahat nusrat fateh ali khan and music directed by nusrat fateh ali khan and composed by nusrat fateh ali khan and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Jhoomkar Lyrics


Aa…

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Khwaab aankhon mein lekar deewane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki jaan ki baazi lagaane ko hai

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Bus nigahein mili aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya.

More songs lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya.