Zindagi Haseen Hain Lyrics

"Zindagi Haseen Hain" lyrics from Badhti Ka Naam Dadhi sung by bhupinder singh, kishore kumar and music directed by kishore kumar and composed by kishore kumar and lyrics written by irshad kamil

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Haseen Hain Lyrics


Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura

Kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka
Dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka
Kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka
Dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka
Jawa dilo pe cha gaya jawani ka nasa
Tujhpe jo luta hai aj us pe dil luta
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura

Rangin yad kar gayi mahak uthi fiza
Mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada
Rangin yad kar gayi mahak uthi fiza
Mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada
Sabhi ke dil pe raz hai tera aye dilruba
Teri har ek ada pe dil ho gaya fida
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura.

More songs lyrics from Badhti Ka Naam Dadhi.