Zindagi Hai Kahan Lyrics
"Zindagi Hai Kahan" lyrics from Sar Aankhon Par sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by sameer
Zindagi Hai Kahan Lyrics
Zindagi hai kahan teri aankhon mein
Shayari hain kahan teri baaton mein
Jannat hain kahan teri raahon mein
Sukh chain hain kahan teri baahon mein
Zindagi hai kahan teri aankhon mein
Shayari hain kahan teri baaton mein
Jannat hain kahan teri raahon mein
Sukh chain hain kahan teri baahon mein
Zindagi hai kahan teri aankhon mein
Shayari hain kahan teri baaton mein
Tann mann ki doori hain doori bahot
Haan paas aajao itani bhi doori na ho
Khamoshi banjaaye dilki jubaan
Kuch hotho se kehana bhi
Jaruri na ho jaruri na ho
Khusboo hain kahan teri saanson mein
Amrit hain kahan tere hoton mein
Jannat hain kahan teri raahon mein
Sukh chain hain kahan teri baahon mein
Zindagi hai kahan teri aankhon mein
Shayari hain kahan teri baaton mein
Seene se sar ko lagaye rahoon
Koi sahara aur humein nahi chahiye
Aanchal ka tere kinaara mile
O koi kinaara aur humein
Nahi chahiye nahi chahiye
Hain mohabbat kahan jazbaato mein
Hain muqaddar kahan tere hatho mein
Jannat hain kahan teri raahon mein
Sukh chain hain kahan teri baahon mein
Zindagi hai kahan teri aankhon mein
Shayari hain kahan teri baaton mein
Jannat hain kahan teri raahon mein
Sukh chain hain kahan teri baahon mein.
More songs lyrics from Sar Aankhon Par.