Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Lyrics

"Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar" lyrics from Fida sung by nirmal udhas and music directed by nirmal udhas and composed by nirmal udhas and lyrics written by payam sayeedi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Lyrics


Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega
Moat jab tumko aawaaz degi
Ghar se bahaar nikal na padega
Moat jab tumko aawaaz degi
Ghar se bahaar nikal na padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega

Dher mitti ka har aadami hai
Baad marne ke hona yahi hai
Dher mitti ka har aadami hai
Baad marne ke hona yahi hai
Yaa zamee no mein tubat banegi
Yaa chitao mein jalna padega
Yaa zamee no mein tubat banegi
Yaa chitao mein jalna padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega

Raat ke baad hoga sawera
Dekhana hai agar din sunehra
Raat ke baad hoga sawera
Dekhana hai agar din sunehra
Paaon phool pe rakhane se pehale
Tumko kaanto pe chale ne padega
Paaon phool pe rakhane se pehale
Tumko kaanto pe chale ne padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega

Aitbaar unke waado ka mat kar
Warna aye dil mere zindagi bhar
Aitbaar unke waado ka mat kar
Warna aye dil mere zindagi bhar
Tujhko bhi mombati ki tarah
Katra katra pigal na padega
Tujhko bhi mombati ki tarah
Katra katra pigal na padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega

Ye jawaani hain pal bhar ka sapna
Dhundh le koi mehboob apna
Ye jawaani hain pal bhar ka sapna
Dhundh le koi mehboob apna
Ye jawani agar dhal gayi to
Umra bhar hath umal na padega
Ye jawani agar dhal gayi to
Umra bhar hath umal na padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega
Moat jab tumko aawaaz degi
Ghar se bahaar nikal na padega
Zindagi ek kiraye ka ghar hai
Ek na ek din badal na padega
Ek na ek din badal na padega
Ek na ek din badal na padega.

More songs lyrics from Fida.