Zindagi Ek Dard Hain Lyrics

"Zindagi Ek Dard Hain" lyrics from Parivaar sung by neil nitin mukesh and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Zindagi Ek Dard Hain Lyrics


Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Phool chunkar log kaante
Phenk dete hain yahan
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Jism jee se juda is
Jaan ko karna pada
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

More songs lyrics from Parivaar.