Zara Bachke Chalna Lyrics

"Zara Bachke Chalna" lyrics from Kya Yeh Bombay Hai sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by bipin dutt and composed by bipin dutt and lyrics written by noor dewasi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zara Bachke Chalna Lyrics


Zara bachke chalna
Zara hatke chalna
Ye sahi khtara
Chala aa raha hai
Zara bachke chalna
Zara hatke chalna
Ye sahi khtara
Chala aa raha hai
Lagi hai bhukh hamko
Baje hai pone bara
Ye aalu pukara lo
Ab aa raha hai
Kya baat hai
Lagi hai bhukh hamko

O rang birangi nirali chidiyo
Tumhare vaste
Mai laya dana pani
Na fad fadao yaha to aao
Na rakho apne dil
Me koi badgumani
Dekho ji dil na todo
Ye chhed chhad chodo
Tumhare ruthne se
Maja ja raha hai
Lagi hai bhukh hamko
Baje hai pone bara
Ye aalu pukara lo
Ab aa raha hai
Zara hatke chalna

Hume banaya hume sataya
Nibhegi khak jo
Hamesa let aaya
O meri maina tera kya kahna
Ke gusse me shvab
Aur muskuraya
Utha hai tera fata kya
Beja tera khatka
Jo kham kha ki bak
Bak kite ja raha hai
Zara bachke chalna
Zara hatke chalna
Ye sahi khtara
Chala aa raha hai
Lagi hai bhukh hamko

O dil ke kale khtare vale
Yakin kaise tujhpe
Ye aaye baata de
Le khana kha le
Le pani pi le
Kasam hai meri ab
Zara to muskurade
Karega fir jo tigdam
To hoga kam bigdam
Abhi to maf tujhko
Kiya ja raha hai
Zara bachke chalna
Zara hatke chalna
Ye sahi khtara
Chala aa raha hai
Zara bachke chalna.

More songs lyrics from Kya Yeh Bombay Hai.