Zameen Chal Rahi Lyrics

"Zameen Chal Rahi" lyrics from Pehli Jhalak sung by hemanta kumar mukhopadhyay and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Zameen Chal Rahi Lyrics


Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai

Chale ja rahi hai jamaane ki naiya
Chale ja rahi hai jamaane ki naiya
Najar se dekha kisie khivaiya
Najar se dekha kisie khivaiya
Na jaane yeh chakkar
Kahan chal raha hai
Na jaane yeh chakkar
Kahan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai

Yeh hasana yeh rona
Yeh aasha nirasha
Yeh hasana yeh rona
Yeh aasha nirasha
Samajh mein na aaye
Kya hai tamaasha
Samajh mein na aaye
Kya hai tamaasha
Yeh kyun raat din
Kaarwaan chal raha hai
Yeh kyun raat din
Kaarwaan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai
Yeh kisake ishaare
Jahaan chal raha hai
Zameen chal rahi
Aasmaan chal raha hai.

More songs lyrics from Pehli Jhalak.