Zamana Shrabi Ban Jaayga Lyrics

"Zamana Shrabi Ban Jaayga" lyrics from Mera Qasoor Kya Hai sung by mohammed rafi and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Zamana Shrabi Ban Jaayga Lyrics


Akhiya apni chupa ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega
Akhiya apni chupa ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega
Chand chade sab duniya dekhe
Chand chade sab duniya dekhe

Mai to dekhui mukh yaar ka
Mai mar gaya allah
Mai to dekhu mukh yaar ka
Julfe rukh se hata ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega
Akhiya apni chupa ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega

Dekh ke tere husan ka alam
Dil hai diwana tere naam ka
Mai mar gaya allah
Dil hai diwana tere naam ka
Palke yu na jhuka ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega
Akhiya apni chupa ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega

Teri gali me aana jana
Teri gali me aana jana
Kaam yahi hai subha sham ka
Zamana shrabi ban jayega
Zamana shrabi ban jayega
Jalwe kuch to bacha ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega
Akhiya apni chupa ke rakh goriye
Zamana shrabi ban jayega.

More songs lyrics from Mera Qasoor Kya Hai.