Zamana Jo Ankhen Lyrics

"Zamana Jo Ankhen" lyrics from Man Ka Meet sung by mohammed rafi and music directed by sardul singh kwatra and composed by sardul singh kwatra and lyrics written by sarshar sailani

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Zamana Jo Ankhen Lyrics


Zamana jo ankhen
Dikhata hai tujhko
Zamane ko ankhen
Dikhaye chala chal

Isi mein teri shan hai
Aye musafir
Kadam apna aage
Badhaye chala chal
Chala chal musafir
Kinare kinare kinare kinare
Prabhu ke bharoshe
Prabhu ke bharoshe
Prabhu ke sahare
Kinare kinare kinare kinare

Abhi se na chhod
Apna tu dil musafir
Abhi door hai teri
Manzil musafir
Usi ki hai manzil jo
Usi ki hai manzil jo
Himmat na hare
Kinare kinare kinare kinare
Chala chal musafir kinare kinare

Tera kaam chalna hai
Rukna nahi hai
Jhukana hai duniya ko
Jhukna nahi hai
Zamana jhuke sar ko
Zamana jhuke sar ko
Thokar na mare
Kinare kinare kinare kinare

Hua hai kisi ka
Na hoga zamana
Tere hath hai
Apni bigdi banana
Na chhod apni kashti
Na chhod apni kashti
Kisi ke sahare kinare kinare.

More songs lyrics from Man Ka Meet.