Zamana Hanse Bhool Lyrics

"Zamana Hanse Bhool" lyrics from Ghar Sansar sung by mohammed rafi and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):
Music Director(s):

Zamana Hanse Bhool Lyrics


Zamana hanse bhool aisi na karna
Ye hai budzili tera baimaut marna
Ye mat bhul tu baap hai or pati bhi

Tere sath masum do zindagi bhi
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Kaha unko jag mein sahara milega
Sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega

Inhi ke liye muskura ke jiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale
Chale andhiya gham ke
Tufan aaye
Chale andhiya gham ke
Toofan aaye

Tere ye kadam dagmagane na paye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Ghute dam to kya sans
Phi bhi liye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale bahlai kiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa.

More songs lyrics from Ghar Sansar.