Yudh Kar Lyrics

"Yudh Kar" lyrics from Yudh sung by amit kumar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Yudh Kar Lyrics


Danke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Danke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se
Na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar

Danke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Danke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se
Na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar
Danke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se
A pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar

Sadiyo pahle ki ye kahani
Aj juba par aayi hain
Aj juba par aayi hain
Aj ki rat najane kya ho
Sham khabar ye layi hain
Sham khabar ye layi hain
Tere imtihan ki ye ghadi hain
Samne mot khadi hain
Tere imtihan ki ye ghadi hain
Samne mot khadi hain
Krisan ne kaha arjun se
Na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar

Dunia wale kab jhukte hai
Pyar ki mithi bato se
Inko sabak sikhana hoga
Lad kar apne hatho se
Bato se bat badi hain
Samne mot khadi hain
Bato se bat badi hain
Samne mot khadi hain
Krisan ne kaha arjun se
Na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar
Anke pe chot padi hain
Samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se
Na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar
Yudh kar yudh kar.

More songs lyrics from Yudh.