Yogi Premyog Ab Karna Lyrics

"Yogi Premyog Ab Karna" lyrics from Sadhana sung by prem adib and music directed by anupam ghatak and composed by anupam ghatak and lyrics written by kanhaiyyalal chaturvedi

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yogi Premyog Ab Karna Lyrics


Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna
Sab kuch pehna
Kuchh mat kehna
Sab kuch pehna
Kuchh mat kehna
Akhiyan ko mum talak laayo ri
Akhiyan ko mum talak laayo ri
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna

Sab kuch sehna kuch mat kehna
Sab kuch sehna kuch mat kehna
Akhiyan tum mat chhalakna yogi
Akhiyan tum mat chhalakna yogi
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna

Yaad kiya thaa ab tak jisko
Ab se yaad na karna yogi
Ab se yaad na karna
Yaad kiya thaa ab tak jisko
Ab se yaad na karna yogi
Ab se yaad na karna

Yogi yogi jo bhi hua
Woh meri bhool thi
Yogi sab kuch swapna samajhna
Sab kuch swapna samajhna yogi
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna.

More songs lyrics from Sadhana.