Yeh Umr Hai Kya Rangeeli Lyrics

"Yeh Umr Hai Kya Rangeeli" lyrics from Professor sung by asha bhosle, prabodh chandra dey (manna dey), usha mangeshkar and music directed by shankar singh raghuvanshi and composed by shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Yeh Umr Hai Kya Rangeeli Lyrics


Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Haay
Ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham hi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha
Haay
Ham par thhi jawaani

Ye matwaali chanchal aankhen
Dekhen sapne paagal aankhen
Guzra bachpan chaayi bahaaren
Guzra bachpan chaayi bahaaren
Chaal huyi mastaani
Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaara hi zamana hai
Ye umar hai kya rangeeli

Dam hai jabtak jeewan apna
Arre jaan hai jabtak phir
Sab kuchh apna waah re budhhe
Dil ki baaten sun lo ab to
Dil ki baaten sun lo ab to
Aankhon ki jubaani
O ho ho ho haay
Ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham bhi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha
Ham par thhi jawaani

Jeewan kya hai hanste rehna
Man maujon mein behte rehna
Chhup ke baithho maane na ham
Chhup ke baithho maane na ham
Baaten wo puraani
Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Ye umar hai kya rangeeli

Hamne maana ham pe nigaahen
Achcha dil to apna
Chhe chhee phir bhi jawaan hai
Aha buddhe yoon na dekho
Dil to dekho yoon na dekho
Dil to dekho chhodo ye naadaani
Oh ho ho ho
Haay ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham bhi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha

Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha.

More songs lyrics from Professor.