Yeh Tera Sajna Sawarna Lyrics

"Yeh Tera Sajna Sawarna" lyrics from Cheetah sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by anwar sagar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Tera Sajna Sawarna Lyrics


Yeh tera sajna sawarna
Bin sajan ke bekar hai
Yeh bindiya chudi kangana bin
Sajan ke bekar hai
Yeh tera sajna sawarna
Bin sajan ke bekar hai
Yeh bindiya chudi kangana bin
Sajan ke bekar hai
Do din ka hai yeh joban
Banane ko tera sajan yeh
Aashiq taiyar hai
Kya banega mera sajab ja tu
Aashiq bekar hai mera lakho
Ka joban ja tu aashiq bekar hai
Wo banega mera sajan wo banega
Mera balam jo aashiq dildar hai
Yeh tera sajna sawarna
Bin sajan ke bekar hai

O sapno ki rani kya rut hai
Yeh mastani aa nain se nain mila
Le do din ki hai yeh jawani
Do din ki hai yeh jawani
Yeh tera kajra gajra bin sajan
Ke bekar hai yeh payal chudi
Jhumka bin sajan ke bekar hai
Do din ka hai yeh joban
Banane ko tera sajan yeh
Aashiq taiyar hai
Kya banega mera sajab ja tu
Aashiq bekar hai

Main phoolo ki dali hai
Chal meri matwali dil kaise
Tujhko de du teri niyat hai kali
Teri niyat hai kali
Tujhse aachi to meri yeh payal ki
Chankar hai
Dil tujhko mein na dungi dil dene
Se inkar hai
Wo banega mera sajan wo banega
Mera balam jo aashiq dildar hai
Yeh tera sajna sawarna
Bin sajan ke bekar hai

Dil mein hai teri dhadkan tu hai
Sapno ki dulhan mein tujhse pyar
Karunga o rani sara jeewan
O rani sara jeewan mein chaid rahi
Thi tujhko tu kis liye baizar hai
Is chaid chad mein shamil o sajan mera
Pyar hai mein hu tera deewana mein hu
Teri deewani hum dono ko pyar hai.

More songs lyrics from Cheetah.