Yeh Kismat Hain Kya Lyrics

"Yeh Kismat Hain Kya" lyrics from Ghar Ka Chiraag sung by mohammed aziz and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan, sikander bharti

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Kismat Hain Kya Lyrics


Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal mein yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Yeh kismat hai kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat nayega kya aadmi
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

Yeh kismat hain karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Yeh kismat hain kya janta hai wahi
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi.

More songs lyrics from Ghar Ka Chiraag.