Yeh Kaisi Hai Khamoshi Lyrics

"Yeh Kaisi Hai Khamoshi" lyrics from Mayuri sung by nutan and music directed by kanu roy and composed by kanu roy

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Kaisi Hai Khamoshi Lyrics


Yeh kaisi hai khamoshi
Ajab yeh suna pan
Dil mein hain tanhaai si
Aur bhara bhara sa mann
Yeh kaisi hai khamoshi
Ajab yeh suna pan

Jeevan ki is gardish mein
Sukh ka ek pal na mila
Auron ke hi dukh jhele
Sunaya na apna gila
Aaye hain door yahaan tak
Ab kyun yeh man mein chubhan
Dil mein hain tanhaai si
Aur bhara bhara saa mann
Yeh kaisi hain khamoshi
Ajab yeh suna pan

Do pal ki jawaani mein
Preeta ka pyar thaa sapna
Hum hoke reh gaye sabke
Na bana par koi bhi apna
Kehne ko hum saathi hain
Phir kyun yeh akela pan
Dil mein hain tanhaai si
Aur bhara bhara saa manna
Yeh kaisi hain khamoshi
Ajab yeh suna pan.

More songs lyrics from Mayuri.