Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics

"Yeh Kaisa Nyay Tera" lyrics from Chhoti Bahen sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics


Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera

Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Jane kaha chale hai jane kaha se aaye
Charo taraf andhera barbadiyo ne ghera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera

Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hai raat umar bhar ki andho ki jindagi kya
Dil puchta hai mera hai kaun ye lutera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera.

More songs lyrics from Chhoti Bahen.