Yeh Kaisa Insaaf (Title) Lyrics

"Yeh Kaisa Insaaf (Title)" lyrics from Yeh Kaisa Insaf sung by bhushan mehta, hemlata (lata bhatt) and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Kaisa Insaaf (Title) Lyrics


Ram ram ho ram siya ka antar kare vilap
Mukh se na bole,par man puchhe
Ye kaisa insaf

Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko kiya na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Uske kaj se tum to na the anjane
Man me na tha pap oro ki bas mane
Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
Usse sath kiske bharose chal diye chod ke hath bolo
Ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Ram bina aram na aye man ko
Man roye man hi samjhaye man ko
Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
Dukh sah sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya pir
Bolo ye kaisa insaf

Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko kiya na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf,ye kaisa insaf.

More songs lyrics from Yeh Kaisa Insaf.