Yeh Jo Teri Payalon Lyrics

"Yeh Jo Teri Payalon" lyrics from Masoom sung by abhijeet bhattacharya, sadhana sargam and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by anand raj anand

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Jo Teri Payalon Lyrics


Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ban ke diwana mera picha na kar
Ban ke diwana mera picha na kar
Teri meri yari honi muskil hai
Kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
Aashik nahi mera dusman hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai

Julf se lekar jhanjhar tak
Tu jannat ka ek najara hai
Julf se lekar jhanjhar tak
Tu jannat ka ek najara hai
Lagta hai rab ne tujhko jami pe
Mere liye utara hai
Khwab itne suhane dekh na o diwane
Tujhpe fida ho jau mai dil mera na ye mane
Yahi to samjh nahi paya hu mai
Yahi to samjh nahi paya hu mai
Aisi bhi kya teri meri anban hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ban ke diwana mera picha na kar
Teri meri yari honi muskil hai
Teri meri yari honi muskil hai

De denge teri khatir ja bhi
Sabhi yahi kahte hai
De denge teri khatir ja bhi
Sabhi yahi kahte hai
Najar sabhi ki or kahi to
Kadam kahi rahte hai
Aisa nahi mai awara
Dil nahi mera banjara
Is kadar bhi akad na
Na samjh bechara
Ise samjhana jara muskil hai
Ise samjhana jara muskil hai
Der se manegi par mumkin hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai.

More songs lyrics from Masoom.