Yeh Jawani Badi Deewani Lyrics

"Yeh Jawani Badi Deewani" lyrics from Saazish sung by amit kumar, asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Yeh Jawani Badi Deewani Lyrics


One two three four
One and two and three and four
Dekho us ladki ki aur
Are five and six and seven and eight
Mango isse yaro date ja ja
Chal badi mastani wo badi deewani
Deewani deewani ye jawani

Ye jawani badi deewani
Ye jawani badi deewani
Khatare ki hain ye nishani
Isse mujhko dar lagata hain
Kuchh nahin hain par lagta hain
Kuchh ho jayega
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Ye jawani badi deewani
Ye jawani badi deewani
Khatare ki hain ye nishani
Isse mujhko dar lagata hain
Kuchh nahin hain par lagta hain
Kuchh ho jayega
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba

Haye re kuchh mujhe ho na jaye
Haye re dil kahi kho na jaye
Solwe baras ke bad ka jamana
Rate nojawa shama mastana
Solwe baras ke bad ka jamana
Rate nojawa shama mastana
Logo ki nazro se nazre bachana
O aisa na ho ban jaye
Koi kahani kahani
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Ye jawani badi deewani
Khatare ki hain ye nishani
Isse mujhko dar lagata hain
Kuchh nahin hain par lagta hain
Kuchh ho jayega
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba

Hui hui hui hui hui hui
Ye junu haye kasia junu
Ye junu haye kasia junu
Sar pe ye junu sawar ho na jaye
Baithe baithe dil bekarar ho na jaye
Sar pe ye junu sawar ho na jaye
Baithe baithe dil bekarar ho na jaye
Kisi ko kisi se pyar ho na jaye
Pyar bina khak hain
Magar zindgani zindgani
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Ye jawani badi deewani
Khatre ki hain ye nishani
Isse mujhko dar lagata hain
Kuchh nahin hain par lagta hain
Kuchh ho jayega
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba.

More songs lyrics from Saazish.