Yeh Ho Raha Hain Lyrics

"Yeh Ho Raha Hain" lyrics from Prem Deewane sung by kavita krishnamurthy, sachin pilgaonkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Yeh Ho Raha Hain Lyrics


Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Wo ho gaya to haye haye haye haye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Wo ho gaya to haye haye haye haye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye

Ye aur woh do nazar ke isare
Ye aur woh do nazar ke isare
Dono ka matlab samjhte hai sare
Dono ka matlab samjhte hai sare
Sabko khabar hain yeh sabko pata hain
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye

Ye to na todenge apni kasam ko
Ye to na na ji na ji na ha ji
Ye to na todenge apni kasam ko
Are khelenge na khelne denge hamko
Inki akal pe to parda pada hai
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye

Shole nahin na sahin par dhua hain
Shole nahin na sahin par dhua hain
Bas ab lagi ab lagi wo shama hain
Bas ab lagi ab lagi wo shama hain
Is zor se dil dhadkane laga hain
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Woh ho gaya to haye haye haye haye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Ye ho raha hain yeh ho na jaye
Ye ho gaya to woh ho na jaye
Woh ho na jaye woh ho na jaye.

More songs lyrics from Prem Deewane.