Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics

"Yeh Duniya Hai Aani Jaani" lyrics from Pyaara Dushman sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by nisar bazmi and composed by nisar bazmi and lyrics written by saba afghani

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics


Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

Raat albeli din hai suhana
Gati hai mauje tarana
Aise mein do jahan
Hamse karib hai
Ham badal de jamana
Ham badal de jamana
Gham na jane ka ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

Ham kya jano pyar ki bate
Sikho kisi se kami ko
Ulfat hai chees kya
Tumko tamij kya
Tum to thahre lutere
Tum to thahre lutere
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

Pyar ki tum hi jogan
Karogi badi maharbani
Hatho mein hath ho
Dil dil ke paas ho
Kya ho jindgani
Kya ho jindgani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo.

More songs lyrics from Pyaara Dushman.