Yeh DiL Kya Kare (Title) Lyrics

"Yeh DiL Kya Kare (Title)" lyrics from Dil Kya Kare sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh DiL Kya Kare (Title) Lyrics


Jaadu sa chhaa ne lagaa
Pagal bana ne lagaa
Kuch yaad aane lagaa
Kuch bhool jaane lagaa
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare…

Deewana pagal sa dil
Aankhon ke kajal sa dil
Lehraate aanchal sa dil
Zoolfon ke baadal sa dil
Tarse na ye, barse na ye
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare

Jaadu sa chhaa ne lagaa
Pagal bana ne lagaa
Kuch yaad aane lagaa
Kuch bhool jaane lagaa
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare…

Tumse churalein tumhein
Sabse chupalein tumhein
Jaan se lagaalein tumhein
Sapna banaalein tumhein
Main betaab hoon
Tu bechaain hai
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare

Jaadu sa chhaa ne lagaa
Pagal bana ne lagaa

Kuch yaad aane lagaa
Kuch bhool jaane lagaa

Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare…

More songs lyrics from Dil Kya Kare.