Yeh Dil Bewafa Se (Title) Lyrics

"Yeh Dil Bewafa Se (Title)" lyrics from Bewaffa Se Waffa sung by lata mangeshkar and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by saawan kumar tak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Dil Bewafa Se (Title) Lyrics


Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain
Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain
Hain dil dekho dil se kya kar raha hain
Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain

Apna hi dil apna dushman hua hain
Apno se apne juda kar raha hain
Apna hi dil apna dushman hua hain
Apno se apne juda kar raha hain
Yeh dil yeh dil
Bewafa se wafa kar raha hain
Hain dil dekho dil se kya kar raha hain
Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain

Khushi ke badle meri gham unke de de
Khuda se yehi dil dua kar raha hain
Khushi ke badle meri gham unke de de
Khuda se yehi dil dua kar raha hain
Yeh dil yeh dil
Bewafa se wafa kar raha hain
Hain dil dekho dil se kya kar raha hain
Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain
Yeh dil bewafa se wafa kar raha hain.

More songs lyrics from Bewaffa Se Waffa.