Yeh Daur Aaj Ka Daur Lyrics

"Yeh Daur Aaj Ka Daur" lyrics from Aaj Ka Daur sung by k. j. yesudas (kattassery joseph yesudas) and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Daur Aaj Ka Daur Lyrics


Chehro ki tarah har insaa ka
Hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein jeevan ke hain
Mol juda vishwas juda
Chehro ki tarah har insaa ka
Hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein jeevan ke hain
Mol juda vishwas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain

Jaye kaha masum kali
Ye iska nahin koi rasta
Jaye kaha masum kali
Ye iska nahin koi rasta
Chaar dishaye duniya ki
Lekin is ghar ki do hi disha
Chaar dishaye duniya ki
Lekin is ghar ki do hi disha
Pati jo purab patni pashchim
Dono reh kar paas juda
Pati jo purab patni pashchim
Dono reh kar paas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Chehro ki tarah har insaa ka
Hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein
Jeevan ke hain
Mol juda vishwas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain

Jisko dekho apne aapse
Rutha sa lagta hain
Jisko dekho apne aapse
Rutha sa lagta hain
Andar hi andar har insaa
Tuta sa lagta hain
Andar hi andar har insaa
Tuta sa lagta hain
Kiske dukh ko samajhe
Koi sabka hai ehsaas juda
Kiske dukh ko samajhe
Koi sabka hain ehsaas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Chehro ki tarah har insaa
Ka hota hain yaha etihaas juda
Is aaj ke daur mein jeevan
Ke hain mol juda vishwas juda
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur
Ye daur aaj ka daur hain
Ye daur aaj ka daur hain.

More songs lyrics from Aaj Ka Daur.