Yeh Bazaare Ulfat Mein Lyrics

"Yeh Bazaare Ulfat Mein" lyrics from Black Mailer sung by mahendra kapoor, suman kalyanpur and music directed by iqbal and composed by iqbal and lyrics written by bahaar ajmeri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Bazaare Ulfat Mein Lyrics


Ha yeh bazaare ulfat aakar to dekhe
Bari dophar apna dil bech denge
Mohabbat na karna
Gor suno babu
Mohabbat na karna jamana bura hai
Mohabbat na karna jamana bura hai
Jamana bura hai
Jamana bura hai
Nazar se nazar ka milana bura hai
Ha moahabbat se hai sara jamana
Mohabbat se muskil hai daman bachana

Ye ilzaam hampar lagana bura hai
Ye ilzaam hampar lagana bura hai
Aa mohabbat me rato ko
So na sakoge
Jo rona bhi chahe to
Ro na sakoge
Ha hasino se dil ka lagana bura hai
Mohabbat na karna jamana bura hai
Mohabbat na karna jamana bura hai

Na hoti hasi to jamana na hota
Ye ranginiyaye fasane na hota
Kisi ko nazar se girana bura hai
Mohabbat na karna jamana bura hai
Mohbbat se daman bachana bura hai
Bachana bura hai
Bachana bura hai
Mohbbat se daman bachana bura hai.

More songs lyrics from Black Mailer.