Yeh Aankhe Tumhari Lyrics

"Yeh Aankhe Tumhari" lyrics from Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz sung by bhupinder singh, mitali singh and music directed by abid shah and composed by abid shah and lyrics written by abid shah, malik anwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Aankhe Tumhari Lyrics


Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam
Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam
Yun na dekho humein jaane dedenge hum
Khuda ki kasam
Teri chahat mein jeena hain mujhko sanam
Teri chahat mein jeena hain mujhko sanam
Gar yakeen na ho toh aazmaale sanam
Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam

Teri khushboo se mehka hain mera badan
Teri khushboo se mehka hain mera badan
Aarzoo tu meri khil utha mera man
Teri baahon mein hai
Teri baahon mein hai zindagi ka chaman
Yeh wada karo kabhi bichhade na hum
Yeh wada karo kabhi bichhade na hum
Gar yakeen na ho toh aazmaale sanam
Khuda ki kasam
Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam

Ho jab se roshan huye chaand aur yeh sitaare
Ho jab se roshan huye chaand aur yeh sitaare
Hum tumhare hi hain aur rahenge tumhare
Saath tera rahe
Saath tera rahe joothe hai sab sahare
Baahon ka sahara de do kardo karam haaye
Baahon ka sahara de do kardo karam
Yun na dekho humein jaane dedenge hum
Khuda ki kasam
Teri chahat mein jeena hain mujhko sanam

Tere kadmon mein hai zindagi ab meri
Tere kadmon mein hai zindagi ab meri
Tere kadmon mein hai bandagi ab meri
Tere hi dam se hain
Tere hi dam se hain har khushi ab toh meri ho
Tu hi tu hai ab mere dil mein sanam
Tu hi tu hai ab mere dil mein sanam
Yun na dekho humein jaane dedenge hum
Khuda ki kasam
Teri chahat mein jeena hain mujhko sanam
Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam
Teri chahat mein jeena hain mujhko sanam
Yeh aankhe tumhari khuda ki kasam.

More songs lyrics from Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz.