Yeh Aaj Ka Bharat Hai Lyrics

"Yeh Aaj Ka Bharat Hai" lyrics from Mazdoor Zindabaad sung by asha bhosle, jaspal singh and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by asad bhopali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Aaj Ka Bharat Hai Lyrics


Khush-haali hai aur mann hain
Har dil mein mehnat ki lagan hain
Saari dharti jaise chaman hain
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai

Koi kal se kami anaaj di
Aur ye haal hain aaj di
Rakh ne ko godaam nahi
Mehngaai ka kahin naam nahi
Aur pehle jaise daam nahi
Kaale dhande chorbazaari
Bhool gaye woh saare paaji
Hasee khushi ka raaz hain
Hasee khushi ka raaz hain
Ghar pe tiranga taaz hain
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai

Hey ji re hey

Bajhi sehnaai nirban ki beti
Bin dahej ki vyahi gayi
Beghar gareebo ko ghar mil gaye
Har gaon mein bijali laayi gayi
Kal tak they jo bhoomi heen
Aaj hain unki apni zameen
Bekaaro ko mile hain kaam
Majdooro ke bade hain daam
Itane majboor ki gardan se
Karz ki phaansi hatai gayi
Hasee khushi ka raaz hai
Hasee khushi ka raaz hai
Sar pe tiranga taaz hai
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai o saathi
Aaj ka bharat hai

Aayi gaa..

Jaan gaya ab saara zamana
Bachhe kam khush haal gharana
Hadtaale aur dangepasad rahe na
Ab janta ko aaj
Mel milaap aur samjote huye
Padoshi mulko se
Bees sutra hain jinse hua hai
Beda paar
Ek saal mein huye hain ye kaam
Uncha huaa hain sarkaar ka naam
Uncha huaa hain sarkaar ka naam
Yeh aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai
Yeh aaj ka bharat hai.

More songs lyrics from Mazdoor Zindabaad.