Yeh Aaine Se Lyrics

"Yeh Aaine Se" lyrics from Kaash sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Aaine Se Lyrics


Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai
Jo main nahi hoon to
Phir teri rubaru kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai

Issi umeed pe kaati
Hai zindagi maine
Issi umeed pe kaati
Hai zindagi maine
Woh kaash poochhte
Mujhse ke aarzu kya hai
Woh kaash poochhte
Mujhse ke aarzu kya hai
Jo main nahi hoon to
Phir teri rubaru kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai

Yeh range gul yeh shafakul aur
Yeh taveshe anjum
Yeh range gul yeh shafakul aur
Yeh taveshe anjum
Tera jamal nahin hai
To charsu kya hai
Tera jamal nahin hai
To charsu kya hai
Jo main nahi hoon to
Phir teri rubaru kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai

Kyun unke samne tum
Dil ki baat karte ho
Kyun unke samne tum
Dil ki baat karte ho
Jo khud samajte nahin
Dil ki aabru kya hai
Jo khud samajte nahin
Dil ki aabru kya hai
Jo main nahi hoon to
Phir teri rubaru kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai
Guftagu kya hai guftagu kya hai
Yeh aaine se akele
Main guftagu kya hai.

More songs lyrics from Kaash.