Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki Lyrics

"Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki" lyrics from Lakshmanrekha sung by mohammed aziz, sapna mukherjee and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki Lyrics


Ye zindagi hain do char din ki
Ye zindagi hain do char din ki
Do char din mein har ek baat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki
Do char din mein har ek baat kar lo

Kal ki khabar kya milna hain to phir
Kal ki khabar kya milna hain to phir
Tum aaj hi mulakat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki

Dil mein na rah jaye ye dil ki baate
Dil mein na rah jaye ye dil ki baate
Thode se din hain thodi si raate
Thode se din hain thodi si raate
O dosto mauj din raat karlo
Ye zindagi hai do char din ki
Do char din mein har ek bar kar lo
Ye zindagi hai do char din ki

Aao tumhe main dil mein basa loon
Aao tumhe main dil mein basa loon
Koi kasam main sar pe utha loon
Koi kasam main sar pe utha loon
Wada koi tum mere saath kar lo
Kal ki khabar kya milna hai to phir
Tum aaj hi mulakat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki.

More songs lyrics from Lakshmanrekha.