Ye Tera Haathi Lyrics

"Ye Tera Haathi" lyrics from Main Tera Dushman sung by kavita krishnamurthy, manhar udhas and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)


Ye Tera Haathi Lyrics


Ye tera haathi tu iska saathi
Ye tera haathi tu iska saathi
Tum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati
Ye mera hathi main iska saathi
Ye mera hathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati
Tum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati

Sang tere yeh soye jaage
Tere aage pichhe bhaage
Tu jo saath rahe na
Iske kahin bhi iske dil na laage
Sang tere yeh soye jaage
Tere aage pichhe bhaage
Yaar ye kahe sab kuch maane
Duniya dari yeh na jaane
Dukh ye jo tera dekhe
Iski aankhein bhar aati
Ye mera hathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati

Mera har kehna yeh maane
Dard mere dil ka yeh pehchaane
O mera har kehna yeh maane
Dard mere dil ka yeh pehchaane
Bhola bhala dil ka sachcha
Insaano ne sebhi hai achha
Kaash ke insaano mein bhi
Aisi yaari ho paati
Ye tera haathi tu iska saathi
Tum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati
Ye mera hathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati
Tum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlati.

More songs lyrics from Main Tera Dushman.