Ye Roti Ye Dal Lyrics

"Ye Roti Ye Dal" lyrics from Aazmayish sung by abhijeet bhattacharya and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Ye Roti Ye Dal Lyrics


Ye roti ye dal khayi bade sal
Ye roti ye dal khayi bade sal
Aaj subaah maine suni
Murge ki aawaj
Sham ko hi mil gayi murgi ki tang
Aaj subaah maine suni
Murge ki aawaj
Sham ko hi mil gayi murgi ki tang
Ab rigtht ho ya wrong gao
Ding dang dong
Ye roti ye dal khayi bade sal
Ye roti ye dal khayi bade sal

Khali thanda pani pee ke
Soye hum barso
Aaj ho ya kal ho
Kal ho ya parso
Puri hogi ek din yaaro ki mang
Puri hogi ek din yaaro ki mang

Ab rigtht ho ya wrong gao
Ding dang dong
Ye roti ye dal khayi bade sal
Ye roti ye dal khayi bade sal

Bada maja aaya yaro
One two three four
Chor ke ghar me dhekho
Gushta ye chor
Aasmaa pe chad gaye
Maar ke chalang
Aasmaa pe chad gaye
Maar ke chalang
Ab rigtht ho ya wrong gao
Ding dang dong
Ye roti ye dal khayi bade sal
Ye roti ye dal khayi bade sal

Aaj subaah maine suni
Murge ki aawaj
Sham ko hi mil gayi murgi ki tang
Ab rigtht ho ya wrong gao
Ding dang dong
Ye roti ye dal khayi bade sal
Ye roti ye dal khayi bade sal.

More songs lyrics from Aazmayish.