Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Lyrics

"Ye Mausam Aur Ye Tanhaai" lyrics from Dastan sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya) and composed by naushad ali and lyrics written by shakeel badayuni

Lyricist(s):
Composer(s):

Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Lyrics


Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Zara dam bhar to aa jaao
Zara dam bhar to aa jaao
Ye mausam aur ye tanhaai

Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Lagi dil ki bujha jaao
Lagi dil ki bujha jaao
Yahi mauqaa hai milne ka

Aaa badi mushqil se maine aaj
Dil ke taar chhede hain
Badi mushqil se maine aaj
Dil ke taar chhede hain
Dil ke taar chhede hain
Inhi taaron se tum aakar
Inhi taaron se tum aakar
Koyi nagma suna jaao
Koyi nagma suna jaao
Ye mausam aur ye tanhaai

Aaa yahaan har cheez phaani hai
Mohabbat ke siva pyaare
Yahaan har cheez phaani hai
Mohabbat ke siva pyaare
Mohabbat ke siva pyaare
Ye duniya aani jaani hai
Ye duniya aani jaani hai
Zara hans lo hansa jaao
Zara hans lo hansa jaao
Yahi mauqaa hai milne ka.

More songs lyrics from Dastan.