Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon Lyrics

"Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon" lyrics from Ek Aarzoo sung by bhupinder singh, mitali singh and music directed by ravi pawar and composed by ravi pawar and lyrics written by harsh brahmbhatt

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ye Khilwaton Mein Mar Na Jaoon Lyrics


Ye khilwaton mein mar na jaoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon

Sitam ujalo ka badh raha hain
Main apne saaye se darr na jaoon
Sitam ujalo ka badh raha hain
Main apne saaye se darr na jaoon
Main apne saaye se darr na jaoon
Main apne saaye se darr na jaoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon

Utha daste junoone khanjar
Main apni jaan se guzar na jaoon
Utha daste junoone khanjar
Main apni jaan se guzar na jaoon
Sharaab khane gaya hain wayis
Main ghar mein reh loon dar na jaoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon

Woh bewafa ki gali to kyaa hain
Kabhi main uske sheher na jaoon
Woh bewafa ki gali to kyaa hain
Kabhi main uske sheher na jaoon
Woh chara gar mein bimaare ulfat
Ilaaz hote hi mar na jaoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon

Main ek muddat se jhuta ta hoon
Main pal japakte bikhar na jaoon
Main ek muddat se jhuta ta hoon
Main pal japakte bikhar na jaoon
Tu apni aankho ko band kar de
Main aansu bankar ubhar na jaoon
Ye khilwaton mein mar na jaoon
Samandaro mein utar na chahoon
Samandaro mein utar na chahoon
Samandaro mein utar na chahoon.

More songs lyrics from Ek Aarzoo.