Ye Kaali Kaali Aankhein Lyrics

"Ye Kaali Kaali Aankhein" lyrics from Baazigar sung by anu malik, kumar sanu and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by dev kohli

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ye Kaali Kaali Aankhein Lyrics


Ye kaali kaali aankhen
Ye gore gore gaal
Ye tikhi tikhi nazaren
Yeh hirni jaisi chaal

Dekha jo tujhe jaanam
Huaa hai boora haal

Main mila,tu mili
Hai tu mili,main mila main mila
Tu mili tu mili,main mila

Duniya jale to jale
Pyaar karenge ,tujh pe marenge
Dhak dhak dil yeh kare
Uuf teri dillagi dil ko jalaane lagi
Dilruba tu mujhe nakharen dikhaane lagi
Gairon ki baahon mein ithlaake jaane lagi
Ye teri pairon ki mujhko sataane lagi
Chhodo ji chhodo sanam
Zid apni chhodo sanam
Naazuk hai dil yeh mera
Dil ko na todo sanam

Ye lambi lambi raaten
Aakhir le mulaaqaaten
Jaane kyon dil yeh mera
Tera hi hona chaahe
Use maila naa kar
Ye gore gore gaal

Na tu kar hath pat
Kar byaah jatpat
Meri aa ja tu diqqat
Karte pyaar ka tikat
Na tu zulfen jhatak
Na tu pair patak
Are aisa na matak
Dil gaya hai beta
Chehare pe tere sanam
Laila ki hain shokhiyaan
Hir se badhke hai
Aankhon ki ye mastiyaan
Juliet ki tarah hothon
Pe hain surkhiyaan
Dekh le khud ko
Tu nazar se meri jaan-e-ja
Dekhi jo teri adaa
Main phida ho gaya
Sine se lag ja zara
Jine ka aaye maza

Ye bikhre bikhre zulfen
Ye jhuki jhuki palke
Ye gori gori baahen
Ham kyon na tumhen chaahe
Aisa to ham ne pehle
Dekha nahin kamaal

Ye kaali kaali aankhen…..

More songs lyrics from Baazigar.