Ye Jaan Lyrics

"Ye Jaan" lyrics from Daud: Fun On The Run sung by kavita krishnamurthy, vinod rathod and music directed by a.r. rahman and composed by a.r. rahman and lyrics written by mehboob alam kotwal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ye Jaan Lyrics


Yeh jan le le rey,
Jawaani le le rey pyar mere
Jo chahe le le rey pyar,
Lekin de de rey yar mere
Pyar bina yeh jan bhi kya hai,
Pyar bina yeh jawaani kya hai
Pyar bina yeh sab kuchh kya hai,
Kya hai, kya hai

Yeh jan le le rey,
Jawaani le le rey pyar mere
Jo chahe le le rey pyar,
Lekin de de rey yar mere
Pyar bina yeh jan bhi kya hai,
Pyar bina yeh jawaani kya hai
Pyar bina yeh sab kuchh kya hai,
Kya hai, kya hai

Yeh jan le le rey,
Jawaani le le rey pyar mere
Jo chahe le le rey pyar,
Lekin de de rey yar mere

Sa rey ga ma sa rey ga ma
Sa rey ga ma rey dha pa ma…..
Sa rey ga ma sa rey ga ma
Sa rey ga ma rey dha pa ma ga rey

Pyar ki agan me mujhko jala,
Too chahe toh jahan se mujhko mita
Mai bhi toh jali hu teri chah mein,
Teri hi tadap hai meri aah mein
Chingari thi yeh dil ki lagi,
Sholon mein abb yeh badal hi gayi
Kyon dil yeh jan rakhun
Tere kadam mein jan o mere

Yeh jan le le rey,
Jawaani le le rey pyar mere
Jo chahe le le rey pyar,
Lekin de de rey yar mere
Pyar bina yeh jan bhi kya hai,
Pyar bina yeh jawaani kya hai
Pyar bina yeh sab kuchh kya hai,
Kya hai, kya hai
Sa rey ga ma sa rey ga ma
Sa rey ga ma rey dha pa ma…..
Sa rey ga ma sa rey ga ma
Sa rey ga ma rey dha pa ma ga rey

Kaisi yeh kashish hai yar tujhme,
Ki khinchi khinchi aayi tere pas main
Mai bhi jana chahu yaha ya wahan,
Par kahi bhi naa mane dil tere siwa
Do badan par ik jan hain ham,
Too hai shola toh main hu shabnam
Talvar hai teri ada utari hai
Dil mein mere

Yeh jan le le rey,
Jawaani le le rey pyar mere
Jo chahe le le rey pyar,
Lekin de de rey yar mere
Pyar bina yeh jan bhi kya hai,
Pyar bina yeh jawaani kya hai
Pyar bina yeh sab kuchh
Kya hai, kya hai, kya hai.

More songs lyrics from Daud: Fun On The Run.