Ye Ishq Dunk Bichhua Ka Lyrics

"Ye Ishq Dunk Bichhua Ka" lyrics from Batwara sung by ila arun, lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by hasan kamal

Singer(s):
Lyricist(s):

Ye Ishq Dunk Bichhua Ka Lyrics


Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Iska jahar na utre hai rab
Sar patak patak mar jaye

Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Iska jahar na utre hai rab
Sar patak patak mar jaye
Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Iska jahar na utre hai rab
Sar patak patak mar jaye
Ho rama nain mile jiyra
Ye ishq dunh bichua ka

Preet agan me badi jalan hai
Mai to thi anjani
Mai to thi anjani
Ja sajan ke ang lagi
Or jalne lagi jawani
Baid hakim sayane
Hamare kuch bhi kam na aaye
Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Iska jahar na utre hai rab
Sar patak patak mar jaye
Ye ishq dunh bichua ka

Chanda suraj phul
Sitare uska mukhda dekhu
Chanda suraj phul
Sitare uska mukhda dekhu
Ho gayi ab to prem diwani
Lok laz kya dekhu
Utna uska pyar
Badhe re wo jitna tadpaye
Ye ishq dunh
Bichua ka are isse ram bachaye
Iska jahar na utre hai rab
Sar patak patak mar jaye
Ye ishq dunh bichua ka.

More songs lyrics from Batwara.