Ye Hawa Ye Fiza Diwano Lyrics

"Ye Hawa Ye Fiza Diwano" lyrics from Sadma sung by asha bhosle, suresh wadkar and music directed by ilaiyaraaja and composed by ilaiyaraaja and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ye Hawa Ye Fiza Diwano Lyrics


Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai
Kabhi ye kabhi wo kabhi ye jala
Ye mita ye gira aur wo jala
Aawara parwane diwane hai diwane hai
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai

Ha maikhana aur ye udasi kyu
Sagar kinare ruh pyasi kyu
Maikhana pyas hai diwno ki
Diwano me ye sanyasi kyu
Mosam khula hai zara gungunao
Jhule banake late bikhraao
Phir aisa mausam mile na mile diwano
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai
Kabhi ye kabhi wo kabhi ye jala
Ye mita ye gira aur wo jala
Aawara parwane diwane hai diwane hai

Jalne ki seene me tamanna hai
Shama pe jaana or jalna hai
Dil ki zara si chingaari par
Saari umar ka pighalna hai
Gar sath ho jaao to sath ho kar
Rehna fiza me bade khwab ho kar
Phir aisa mauka mile na mile diwano
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai
Kabhi ye kabhi wo kabhi wo jala
Ye mita ye gira aur wo jala
Aawara parwane diwane hai diwane hai
Ye hawa ye fiza diwano ke maikhane hai.

More songs lyrics from Sadma.