Ye Gajra Tujhe Bulaye Lyrics

"Ye Gajra Tujhe Bulaye" lyrics from Do Yaar sung by asha bhosle and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai), naqsh lyallpuri, omkar verma

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ye Gajra Tujhe Bulaye Lyrics


Ye gajra tujhe bhulaye
Ye kajra tujhe samjhaye
Ye gajra tujhe bhulaye
Ye kajra tujhe samjhaye
Kya teri samjh na aaye
Anari dil mera tarsaye
Ye gajra ye kajra
Ye gajra ye kajra
Ye gajra tujhe bhulaye
Ye kajra tujhe samjhaye
Kya teri samjh na aaye
Anari dil mera tarsaye
Ye gajra ye kajra
Ye gajra ye kajra

Prem ki rogan ban ke jogan
Aayi tere dware
Dil ki dhadkan tujhe pukare
Samjh la zara ishare
Prem ki rogan ban ke jogan
Aayi tere dware
Mera kangana sun sajna
Mera kangana sun sajna
Mere kangana shor machaye
Aur door door tu jaye
Kya teri samjh na aaye
Anari dil mera tarsaye
Ye gajra ye kajra
Ye gajra ye kajra

Mere sapno ki duniya ko
Balkha aaj sanware
Kab lekar jayega
Dulha raja mujhe batlaye
Mere sapno ki duniya ko
Balma aaj sajaye
Main dulhan tu dulha
Main dulhan tu dulha
Chal dulhan tujhe banaye
Aur dulhan mujhe banaye
Kya teri samjh na aaye
Anari dil mera tarsaye
Ye gajra ye kajra
Ye gajra ye kajra.

More songs lyrics from Do Yaar.