Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title) Lyrics

"Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title)" lyrics from Yahaaan Main Ghar Ghar Kheli sung by shreya ghoshal

Singer(s):

Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title) Lyrics


Aangan hai jaise babul ki bagiya
Bitiya hai jaise babul ki chidiya
Mere babul ki bagiya mein khel khilone
Gudde gudiya
Mauj manati
Hukam chali

Bhayia ki kabhi behan ki saathi
Maa thi meri saheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli

Nazar lage na iss bagiya ko
Kajal ka lagaun main
Iss ghar ko aur maa babul ko
Mann me roz chupayun mein
Samajh na chaati
Samajh na paati

Kyun duniya ye nazar lagathi
Dekh ke ye swaran haveli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan ki har atkheli
Yahan main ghar ghar kheli.

More songs lyrics from Yahaaan Main Ghar Ghar Kheli.