Yahan Main Ajnabi Hoon Lyrics

"Yahan Main Ajnabi Hoon" lyrics from Jab Jab Phool Khile sung by mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Yahan Main Ajnabi Hoon Lyrics


Kabhi pahele dekha nahi ye samaa
Ye main bhul se aa gaya hun kaha
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Main jo hun bas wahi hun
Main jo hun bas wahi hun
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun

Kaha shaam-o-sahar yae
Kaha din-raat mere
Bahut rusavaa hue hain
Yaha jazbaat mere
Nai tahazi hai b ye
Nayaa hai ye zamana
Magar main aadami hun
Wahi sadiyon purana
Main kyaa jaanun ye
Baaten zara insaaf karna
Meri gustaakiyon ko
Kudaaraa maaf karna
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun

Teri baanhon mein dekhun
Sanam gairon ki baanhen
Main laaungaa kaha se
Bhalaa aisi nigaahen
Ye koi raqs hoga
Koi dastur hoga
Mujhe dastur aisaa
Kaha manzur hoga
Bhalaa kaise ye mera
Lahu ho jaae paani
Main kaise bhul jaaun
Main hun hindustaani
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun

Mujhe bhi hai shikaayat
Tujhe bhi to gilaa hai
Yahi shiqave hamaari
Mohabbat kaa silaa hain
Kabhi magarib se mashariq
Milaa hai jo milegaa
Jahaan kaa phul hai jo
Wahin pe wo khilega
Tere unche mahal mein
Nahin mera guzaaraa
Mujhe yaad aa rahaa hai
Wo chhotaa saa shikara

Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Main jo hun bas wahi hun
Main jo hun bas wahi hun
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun.

More songs lyrics from Jab Jab Phool Khile.