Yaaron Ki Dil Ki Baat Lyrics

"Yaaron Ki Dil Ki Baat" lyrics from Aapas Ki Baat sung by bhupinder singh and music directed by bhupinder singh and composed by bhupinder singh and lyrics written by naseem akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yaaron Ki Dil Ki Baat Lyrics


Yaaron ki dil ki baat
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane
Mein daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane
Mein daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo

Kehate hain masti o mein
Ghuzarti hain chain se
Kehate hain masti o mein
Ghuzarti hain chain se
Kehate hain masti o mein
Kehate hain masti o mein
Ghuzarti hain chain se
Thoda sa hosh aaye to
Thoda sa hosh aaye to
Phir pee liya karo
Thoda sa hosh aaye to
Phir pee liya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo

Ye bhi koi nasha hain
Ke raste mein ghir pado
Ye bhi koi nasha hain
Ke raste mein ghir pado
Ye bhi koi nasha hain
Ke raste mein ghir pado
Ghar tak to hosh mein raho
Ghar tak to hosh mein
Raho kitani peeya karo
Ghar tak to hosh mein
Raho kitani peeya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo

Dekho haseen jaam ko
Lag jaayena nazar
Dekho haseen jaam ko
Lag jaayena nazar
Dekho haseen jaam ko
Dekho haseen jaam ko
Lag jaayena nazar
Duniya badi kharab hain
Duniya badi kharab hain
Chhup kar peeya karo
Duniya badi kharab hain
Chhup kar peeya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo

Jab chaar din hi jeena hain
Duniya mein e naseem
Jab chaar din hi jeena hain
Duniya mein e naseem
Jab chaar din hi jeena hain
Jab chaar din hi jeena hain
Duniya mein e naseem
Haste huye jeeya karo
Haste huye jeeya karo
Haskar peeya karo
Haste huye jeeya karo
Haskar peeya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane mein
Daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo
Yaaron ki dil ki baat
Kabhi sun liya karo.

More songs lyrics from Aapas Ki Baat.