Yaar Pyar Ho Gaya Lyrics

"Yaar Pyar Ho Gaya" lyrics from Qayamat: City Under Threat sung by abhijeet bhattacharya, alisha chinai and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yaar Pyar Ho Gaya Lyrics


Rahul aaj mein ghar
Pe bilkul akeli hoon
Oh dekho sheetal
Bilkul mat ghabrana
Aur khidki darwaja
Achitarah band karke sona
Aur haan ek torch
Apne paas rakhna
Rahul try to understand
Mere ghar mein aaj
Koi nahi hai aah
Yaar pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Yaaron pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Yaar pyaar ho gaya
Zara band karloon
Khule khidkiyon ko
Main parde gira doon sanam
Jo tere mere beech

Mein aa gayi hain
Woh doori mita doon sanam
Zara band karloon
Khule khidkiyon ko
Main parde gira doon sanam
Jo tere mere beech
Mein aa gayi hain
Woh doori mita doon sanam
Chamatkar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Yaar pyaar ho gaya

Tera jism choo ke mohabbat ki
Lau se behekta hai mera badan
Sulagti hain saasen behekte hai
Armaan mehekta hai mera badan
Tera jism choo ke mohabbat ki
Lau se behekta hai mera badan
Sulagti hain saasen behekte hai
Armaan mehekta hai mera badan
Kya khumaar ho gaya
Haan kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Yaar pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya.

More songs lyrics from Qayamat: City Under Threat.